Saturday, May 14, 2011

Guriya KI Kahani...Khadija ki Zabani by Muhammad Iqbal A khanani


Sunday, May 8, 2011

Happy Mothers Day..Message by Imran Junani

I LOVE U MUMMY
May ALLAH Grant U Loang / Healthy Life, Great Success In The World & Hereafter,
May ALLAH Refund U With 1,000 Times Bonus What U Have Done & Still Doing For Us.
And
HAPPY BIRTHDAY TO U.
(She will be one more year old on 13th May INSHA ALLAH) :)

Happy Mothers Day..Message by Saman

Is Zulm ki duniya me Faqt Pyar Meri Maa

Hai mere lie Saya e Dewaar Meri Maa

Nafrat k jazeeron se muhabat ki hadon tak

Haan Pyar hai,bas pyar hai,Faqt Pyar meri Maa

Love you Mummy....You are the greatest MOM in the World


Happy Mothers Day..Message by Aamir Ahmed

Dearest Mom

Love you lots and lots and lots and lots.Thanks for All great Things you did for me and for all those things which must have never been easy for you.After having a bad boy like me is a test of patience :)Love you.You are my Super Duper Mom






Happy Mothers Day..Message by Farhana Owais



Happy Mothers Day Ammi,
aaj hon me jo kuch bhi teri inayat hai

Mijhi Maa Bade se Saari-Child's Tribute to Mother


Mijhi Maa…bade se saari

Goud me jholo jhulaiti



Mijhi Maa…bade se saari

hath se khawao kharai ti



Mijhi Maa…bade se saari

Moun hath mijho dhorai ti



Mijhi Maa…bade se saari

Sara lugra mike pairaiti



Mijhi Maa…bade se saari

Kahani mike sunraiti



Mijhi Maa…bade se saari

Mijhe le poetry banaiti



Mijhi Maa…bade se saari

School le mike utharati

Pehle khud utheti

nashto ne lunch banaiti



Mijhi Maa…bade se saari

Homework mike karaiti

Lafz nawa sikhai thi

Hath jhali jhali ne likhaiti





Mijhi Maa…bade se saari

Chout mike jara se jo lagaiti

Kitri waar sehlai ti

Sahi thi winati pachi bhi

gharia ghari ou naareti



Mijhi Maa…bade se saari

Jade bemaar aoun thi winati

Raat saji ou jageti

Tame te dawa peraiti



Mijhi Maa…bade se saari



Papa ji koi cheez jade oun toranti

Pote raron khaiti

Ne mike pote chupai ti





Mijhi Maa…bade se saari

Mike halne skhaiti

Halne jide sikhi wi yaan

Sajou di ghabraiti

School wina k banra rama

Ghar me wiahn k aoun suma

Ayaton parhi parhi dam karati

Duaion mangi mangi ne

Her aafat se mike bachaiti



Mijhi Maa…bade se saari



Mijhi Maa…bade se saari

Maa Piyari Maa-Nauman Hanif dedicates this song to his Mother

Maa...Video collection sent by Muhammad Iqbal Ahmed Khanani









Maa k Naam...Message to Ammi

Muhammad Zeeshan,Sumaira Mateen and Shazia dedicate this poetry to their Ammi


Maa..Poetry sent by Sara Jameel


Mout Ki Aaghosh Me Jab Thak Ke Soo Jati Hai Maa
Tab Kahin Ja Kar ‘Raza’ Thora Suku Pati Hai Maa
Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maa
Nojawaan Hotay Huwe Budhi Nazar Aati Hai Maa
Rooh Ke Rishtay Ki Yeah Gehrayian To Daikheye
Choot Lagti Hai Humaray Aur Chillati Hai Maa
Oadthi hai hasrathoan ka khud to bosida kafan
chahatoan ka payrahan bachoan ko pehnathi hai maa
Ek ek hasrath ko apne azm wo istekhal se Anso’oan se
ghusl de ker khud hi dhafna thi hai maa
Bhuka rehne hi nahi dethi yateemon ko khabhi
Jane kiskis se kahan se mang kar lati hai maa
Haddiyoon Ka Ras Pila kar Apnay Dil Ke Chain Ko
Kitnee Hi Ratoon Mai Khali Pait Soo Jati Hai Maa
Jane Kitne Barf Si Ratoon Me Aysa Bhi Hua
Bacha To Chaati Pe Hai Gelay Main Soo Jati hai Maa
Jab Khilone Ko Machalta Hai Koie Ghurbat Ka Phool
Aansoon Ke Saaz Par Bachay Ko Behlati Hai Maa
Fiker Ke Shamshaan Me Aakhir Chitaoon Ki Terha
Jaisai Sookhi Lakdeyaan, Is Terha Jal Jati Hai Maa
Bhook se majboor ho kar mahmaan kai samne
mangtea bachche jab roti to sharmati hai Maa
Zindigi ki siskiyaan sun kar hoos ai shahar se
Bhookai bachchoon ki giza apna kafan lati hai Maa
Muflisi bache ki zid par jab utha leti hai haath
Jaisea ho mujrim koi is tarha sharmati hai maa
Apnay Aanchal Se Gulabi Aansuoon Ko Poonch Kar
Dair Tak Gurbat Pe Apne Ashk Barsati Hai Maa
samne Bachoon Ke Khush Rahti Hai Har Ik Haal Main
Raat Ko Chup Chup Ke Laikin Ashk Bersati Hai Maa
Kab Zarurat Ho Meri Bachay Ko Itna Sooch Kar
Jaagti Rehti Hain Aankhain Aur Soo Jati Hai Ma
Pehlay Bachoon Ko Khilati Hai Sukoon-o-Chain Se
Baad Mai Jo Kuch Bacha ho Shouk Se Khati Hai Maa
Mangti Hi Kuch Nahi ApnaeaLeye ALLAH Se
Apnea Bachoon Ke Leye Daman Ko Phailati Hai Maa
De ek bimaar bachche ko duain aur dwa
sarhanea hi rakh kai sar kadmoon pa so jati hai Maa
Jane Anjane me hojaye jo bachoan se khusoor
Ek anjaani sazaa ke dar se tharrathi hai maa
Gar Javan Baiti Ho Ghar Main Aur Koie Rishta Na Ho
Ek Naye Ehsas Ki Suli Pe Chard Jati Hai Maa
Har Eebadat Har Mohabbat Mai Nihan Hai Ek Gharaz
Be-Gharaz, Be-Lous, Har Khidmat Ko Kar Jati Hai Maa
Apne bachoan ki bahaar-e-zindagi ke waste
Ansooan ke phool har mausam me barsati hai maa
Zindigi bhar beenti hai khaar rahe zeest se
jate jate naimate firdos de jati hai Maa
Bazuwoon Me Khinch Ke Aajayegi Jaise Kayenat
Apnai Bachay Ke Leye Bahoon Ko Phailati Hai Maa
Ek ek hamle se bachche ko bahanai kai liya
Dhall banti hai khabhi talwar baan jati hai Maa
Zindagani Ke Safar Me Gardishoon Ki Dhoop Mai
Jab Koie Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hai Maa
Pyar Kehtai Hain Kise Aur Mamta Kya Cheez Hai
Koie Un Bachoon Sai Poocheye Jin Ki Mar Jati Hai Maa
Pehle dil ko saaf kar ke khoob apnai khoon se
dharkanoo pa kalma-e-tawheed likh jati hai Maa
Safha-e-Hasti Pe Likhti Hai Usool-e-Zindagi
Is Liye Ek Maktab-e-Islam Kehlati Hai Maa
Us Nayi Duniya Ko Diye Masoom Rahber Is Leye
Azmatoon Me Sani-e-Quran Kehlati Hai Maa
Ghar Se Jab Pardes JaTa Hai Koie Noor-e-Nazar
Haath Main Qur’an Le Kar Dar Pe Aajati Hai Maa
De Ke Bachay Ko Zamanat Main Raza-e-Pak Ki
Peechay Peechay Sar Jhookaye Door Tak Jaati Hai Maa
Kanpti Aawaz Sai Khaiti Hai “Baita alwida”
Samne Jab Tak Rahe Haatoon Ko Lehrati Hai Maa
Ris ne lagta hai poranai zakhm se taza lahoo
Hasratoon ki bolti tasveer ban jati hai Maa
Jab Parayshani Me Ghir Jate Hain Hum Pardes Me
Aanso Ko Poanch Ne Khwaboo Me Aajati Hai Maa
Lout kai wapas safar se jab bhi ghar aate hain hum
Daal kar bahain gale main sar ko sehlati hai Maa
Aisa lagta hai kai jaise aagea firdoos me
bhinch kar bahoon main jab seenai se liptati hai Maa
Dair Ho Jati He Ghar Aane Main Aksar Jab Hamain
Rait Per Machli Ho Jaisay Aisay Ghabrati Hai Maa
Marte Dam Bacha Na aapaya agar Pardes Se
Apni Donoo Putliyaan Chokhat Pe Rakh Jati Hai Maa
Baad Mar Janaea Ke Phir Baite Ki Khidmat Ke Leye
Bhes Beti Ka Badal Kar Ghar Main Aajati Hai Maa
Hum blaaoo main kahin ghirtea hain to be iktiyaar
khair ho bachche ki kah kai dar pa aa jati hai Maa
Door ho jata hai jab aankhoon se godi ka lal
Dil ko hathoon se pakar kai ghar ko aa jati hai Maa
Doosrea hi din se rahti hai khatoon ki muntazir
Dar pa aahat ho hwa se bhi to aa jati hai Maa
Chahe hum khushyoun me maa ko bhool jayen doasto
Jab musibat sar pe aati hai tho yaad aati hai maa
Door Ho Jati Hai Sari Omr Ki Us Dum Thakan
Biyah Kar Betay Ka Jab Ghar Bahu Lati Hai Maa
Cheen lati hai wohi aksar sukoon-e-zindagi
Pyar se dhulhan bana kar jis ko ghar lati hai maa
Phair laaatea hai nazar jis waqt baita aur bahu
ajnabi apne hi ghar hai baan jati hai Maa
Hamne ye bhi tho nahi soachan alaag hone ke baad
Jab diya hi khuch nahi ham ne tho kya khati hai maa
Zabt tho dakho ke itni berukhi ke baujood
Bd dua deti hai hargis aur na pashtati hai maa
Allah Allah bhool kar ek sitam ko raat din
pooti poote se shakista dil ko behlati hai Maa
Baita kitna hi bora ho par parosan kai hozoor
Rook kar jazbaat ko baitai kai gun gati hai Maa
Shadiyaan kar kar kai bachche ja basai pardes mai
Dil khatoon se aur tasveeron se bahlati hai Maa
Apne sinai par rakhai hai kainatai zindigi
Ye zamin is wastai ae dost kahlati hai Maa
Saal bhar me ya khabhi hafte me jumeraat ko
Zindagi bhar ka sila ek Fateha pati hai maa
Gumraahi ki gard jam jai na merai chand par
Barishe imaan main yoon roz nehlati hai Maa
Apne pehlu me lita kar roz totea ki tarha
Eik barah panch chouda ham ko ratwati hai maa

Love you Mummy ...with Kids favorite cartoons

Thankyou Maa...Paintings with Memon Lyrics of" A Mothers Love"



Thank you aayein jo mijhi dhian rakhiya
un raatein jo jade aayein mijhe le jagna riya
Thank you kadi mijho hath jhali ne thokrein se bachail le
Thankyou kadi mike dhako di ne aghiya wadhail le
Thank you jade jade aaon pag bharum
Koi nawo kam karum

thank you her un time le jade aayein mijhe bole wina
 mijhi ghal samjhi wiya

Thankyou aayein Mike halne sikhaya
Pachi mijhi soch k parwaz deniya
Mike khawab narne ne une ke pora karne sikhaya
Hamesha mike chun le k win tu kari gin ney

In se wadhi ne duniya me koi taqat ne
In je barabar duniya ji poori daulat bi ne
Aayein ji mamta se wadhi ne kein bi ne

thank you her nandhi nandhi ghal le
jo mijhe yadein me aaj bhi jeeri ayein
thankyou badi kein kari ne kadi be kein bi na jatail le

thank you mike sahi faisla karne sikhail le
mike poteje salhiatein k pehchane ne sikhail le

Allah jo jitro shukar karan kam aye Mummy aayein je Pyar laye


A Mother's Love  by Jim Brickman
Thank you for watching over me
All of the sleepless nights you lay awake
Thank you for knowing when to hold me close
when to let me go

Thank you for every stepping stone
And for the path that always leads me home
I thank you for the time you took
to see the heart inside of me

You gave me the roots to start this life
and then you gave me wings to fly
and I learned to dream 
because you believed in me

There's no power like it on this earth
No treasure equal to its worth
The gift of a mother's love

thank you for every sunlit day
that fill the corners of my memory
thank you for every selfless unsung deed
I know you did for me

thank you for giving me the choice
to search my soul til i could find my voice
and I thank you for teaching me
to be strong enough to bend

You gave me the roots to start this life
and then you gave me wings to fly
and I learned to dream 
because you believed in me

There's no power like it on this earth
No treasure equal to its worth
The gift of a mother's love

I thank God for a mother's love

Maa...from Kuch Kuch Hota hai